Often we loose someone by saying "I Love You".....
But more Often we loose someone by Not saying "I Love You"

................................................................................................................
Meri zindagi mein aur koi nahi bas Aap hain,
Aap hi meri awaaz ho Aap hi mera saaz ho Aap hi mera Naaz ho...
Aap hi meri awaaz ho Aap hi mera saaz ho Aap hi mera Naaz ho...
................................................................................................................
Woh log aur honge jo dhoondte hai jawaab apne sawaalon ka,
Jinko apne aap par bharosa nahi Hame chhodo hame khud par bharosa hai..
Jinko apne aap par bharosa nahi Hame chhodo hame khud par bharosa hai..
................................................................................................................
chahat bharey wo lafz, or her lafz mei dua MOHSIN
makrooz kardia humko, tumharey khuloos ney!!
makrooz kardia humko, tumharey khuloos ney!!
................................................................................................................
Tum laakh chhupao seene mein ehsaas hamari chahat ka..
Dil jab bhi dhadka tumhara awaaz yahan tak aayi hai..
Dil jab bhi dhadka tumhara awaaz yahan tak aayi hai..
................................................................................................................
Tamaam shehar ne aankhon ke raaz jaan liye..
Woh mere chehrey ko aisi kitaab kar gaye..
Woh mere chehrey ko aisi kitaab kar gaye..
................................................................................................................
Kaun aayega is kadi dhoop mein faraz,
Kaan bhi benaam si dastak pe lage hai kab se..

.............................................................................................................
Main aapko kabhi takleef nahi dunga..
Aazmana hai to aazma lo Uff karoge haazir ho jaunga..
Aazmana hai to aazma lo Uff karoge haazir ho jaunga..
.............................................................................................................
Hum kehte hain Aap hamari zindagi ho..
To phir yeh jo mere saath hai yeh kaun hai..
To phir yeh jo mere saath hai yeh kaun hai..
.............................................................................................................
Aaj apne doston ki sooratein pehchaan lo..
Yeh kise maalum kal ko kaun kya ho jayega...
Yeh kise maalum kal ko kaun kya ho jayega...
.............................................................................................................
Woh ek sawaal jo tumne kabhi poocha hi nahi..
Sajaa ke palkon pe uska jawaab laya hoon..
Sajaa ke palkon pe uska jawaab laya hoon..
.............................................................................................................
Main chahata tha khud se mulaqaat ho magar..
Aaine mere qad ke baraabar ke nahin mile...
Aaine mere qad ke baraabar ke nahin mile...
.............................................................................................................
Agar Mujhe Aasmaan ki Numaishon mein Arz-e-Qayam ho..
To Mien Motiyon ki Dukaan se Tere liye koi Haar Laun...
To Mien Motiyon ki Dukaan se Tere liye koi Haar Laun...
.............................................................................................................
Dil ke tootne se thodi si taqleef to huyi..
Lekin tamaam umr ka aaram ho gaya..
Lekin tamaam umr ka aaram ho gaya..
.............................................................................................................
Ye keh kar hum dil ko bahla rahe hain..
Woh ab chal chuke hain aur woh ab aa rahe hai..
Woh ab chal chuke hain aur woh ab aa rahe hai..
.............................................................................................................
Teri yaadon mein mujhse roya na gaya.....
Apne aansuon ko aankhon mein piroya na gaya.......
Apne aansuon ko aankhon mein piroya na gaya.......
.............................................................................................................
Yaad Karta Hoon Tumhe Yaad Aati Hi Nahi..
Kaise Aayae Woh Cheez Jo Jaati Hi Nahi..
Kaise Aayae Woh Cheez Jo Jaati Hi Nahi..
.............................................................................................................
Judai ka pata hota agar pyaar se pehle,
To maut ki dua mangte hum deedar se pehle...
To maut ki dua mangte hum deedar se pehle...
.............................................................................................................
Daulat-E-Dard ko duniya se chupa kar rakho..
Aankh mein aansu na ho aur dil mein samandar rakho...
Aankh mein aansu na ho aur dil mein samandar rakho...
.............................................................................................................
Woh apne Fayade ki khaatir Phir aa mile the hum se "Naaz"..
Hum bhi Nadaan the samjhe ki Hamari Duaon mein asar tha...
Hum bhi Nadaan the samjhe ki Hamari Duaon mein asar tha...
.............................................................................................................
Kuch laashon ko to yahan kafan tak nahi milta..
Aur kuch par to yahan Taj Mahal ban jate hain..

Funny-poems-jokes
ReplyDeleteFather-Family-poems
urdu-shayri Free sms
first-word
death-poems
christian-christmis-poems-
whatsapp-groups
Friendship-poems
breakup-poetry-break-heart