Friday, March 18, 2011

2 Line Shayari







hona hai katl mera ye maalum hai mujhe..
lekin khabar nahi kiski nazar mein hoon...

....................Its H.J.........................................................................
hum apne aap par yun guroor nahi karte,,
kisi ko pyaar karne par majboor nahi karte...

 ....................Its H.J.........................................................................
jane kaisi ye hawa chali ke phool phir muskurane lage..
jinko mushkil se bhule the hum woh aaj phir yaad aane lage...
  ....................Its H.J.........................................................................
 bolne lagi hain meri ghazalein kyun ? shayad..
mere asha'Aron mein bhi Us ka asar aaya hain...

 ....................Its H.J.........................................................................
 na Tu badnaam ho.. bas yehi sochkar jeete hain varna..
to Teri chaukhat pe marne ka iraada roz aata hain...
  
....................Its H.J.........................................................................
 yun to hum akele hi khush the yahan..
par tera woh shaamil hona gajab ho gaya...
    


2 Line Shayari

Guzre hain aaj ishq k hum us muqam se..
Nafrat si ho gayi hai mohabbat ke naam se...

Bahut door hai hamare ghar se tumhare ghar ka kinara..
Par hum hawa ke har jhonke se pooch lete hai haal tumhara...

kuch to jeete hain jannat ki tamanna lekar..
aur kuch ko to tamannayein jeena sikha deti hain...


humne ek dard paaya to maikhaane aa gaye..
tu to yahin rehti hai bata kitne dard paaye hain...

Naanv mein meri baith kar dhoye the haath usne..
Samandar mein mehandi ki mahek aaj bhi hai...

hum kis kis ke saath jeeyein..
zindagi roz ek tamanna badha deti hain...

mitti ka jism lekar paani ke ghar mein hoon..
manzil hai maut meri main har pal safar mein hoon...
     

2 Line Shayari

Often we loose someone by saying "I Love You".....
But more Often we loose someone by Not saying "I Love You"
................................................................................................................
Meri zindagi mein aur koi nahi bas Aap hain,
Aap hi meri awaaz ho Aap hi mera saaz ho Aap hi mera Naaz ho... 
................................................................................................................
 Woh log aur honge jo dhoondte hai jawaab apne sawaalon ka,
Jinko apne aap par bharosa nahi Hame chhodo hame khud par bharosa hai.. 
................................................................................................................
chahat bharey wo lafz, or her lafz mei dua MOHSIN
makrooz kardia humko, tumharey khuloos ney!! 
................................................................................................................
Tum laakh chhupao seene mein ehsaas hamari chahat ka..
Dil jab bhi dhadka tumhara awaaz yahan tak aayi hai.. 
 ................................................................................................................
 Tamaam shehar ne aankhon ke raaz jaan liye..
Woh mere chehrey ko aisi kitaab kar gaye.. 
................................................................................................................
Kaun aayega is kadi dhoop mein faraz,
Kaan bhi benaam si dastak pe lage hai kab se.. 
.............................................................................................................
Main aapko kabhi takleef nahi dunga..
Aazmana hai to aazma lo Uff karoge haazir ho jaunga.. 
 .............................................................................................................
Hum kehte hain Aap hamari zindagi ho..
To phir yeh jo mere saath hai yeh kaun hai..  
.............................................................................................................
Aaj apne doston ki sooratein pehchaan lo..
Yeh kise maalum kal ko kaun kya ho jayega...
.............................................................................................................
Woh ek sawaal jo tumne kabhi poocha hi nahi..
Sajaa ke palkon pe uska jawaab laya hoon..
  .............................................................................................................
Main chahata tha khud se mulaqaat ho magar..
Aaine mere qad ke baraabar ke nahin mile...
  .............................................................................................................
Agar Mujhe Aasmaan ki Numaishon mein Arz-e-Qayam ho..
To Mien Motiyon ki Dukaan se Tere liye koi Haar Laun...
  .............................................................................................................
Dil ke tootne se thodi si taqleef to huyi..
Lekin tamaam umr ka aaram ho gaya..
  .............................................................................................................
 Ye keh kar hum dil ko bahla rahe hain..
Woh ab chal chuke hain aur woh ab aa rahe hai..
.............................................................................................................
Teri yaadon mein mujhse roya na gaya.....
Apne aansuon ko aankhon mein piroya na gaya.......
 .............................................................................................................
Yaad Karta Hoon Tumhe Yaad Aati Hi Nahi..
Kaise Aayae Woh Cheez Jo Jaati Hi Nahi..
 .............................................................................................................
Judai ka pata hota agar pyaar se pehle,
To maut ki dua mangte hum deedar se pehle...
  .............................................................................................................
Daulat-E-Dard ko duniya se chupa kar rakho..
Aankh mein aansu na ho aur dil mein samandar rakho...
  .............................................................................................................
Woh apne Fayade ki khaatir Phir aa mile the hum se "Naaz"..
Hum bhi Nadaan the samjhe ki Hamari Duaon mein asar tha...
  .............................................................................................................
Kuch laashon ko to yahan kafan tak nahi milta..
Aur kuch par to yahan Taj Mahal ban jate hain..